aankhon ki Ada hai sharmana
nazakat hai jhukakar palke uthaana
aur hunar hai khwab sajana
khwab ke sach hone ki ek umeed najane
kya asar Kar deti hai ki
aankhen aur rang bharne lagti hai
bante bante ek tasweer ban jaati hai
jo pyar ke rango aur Mann ke armaano se
maano jee uthti hai
Sapna hote hue bhi sach Lagne lagti hai
aur wahi kabhi chahat kabhi junoon ban jaati hai...
nazakat hai jhukakar palke uthaana
aur hunar hai khwab sajana
khwab ke sach hone ki ek umeed najane
kya asar Kar deti hai ki
aankhen aur rang bharne lagti hai
bante bante ek tasweer ban jaati hai
jo pyar ke rango aur Mann ke armaano se
maano jee uthti hai
Sapna hote hue bhi sach Lagne lagti hai
aur wahi kabhi chahat kabhi junoon ban jaati hai...
Comments
Post a Comment