Posts

Showing posts from August, 2017
Kia tha barso jiska intezaar kabhi Aazma raha woh bhi hamari mohobat abhi Dekar hume intezaar ka tohfa De raha dil ko apne sukoon yeh kehkar Ki uska sanam nhi koi bewafa… Jaan hai jismey hamari basi Dekh raha hai had hamari bebasi ki Ki karte hai hum intezaar ya thak kar uth chalte hai kahi Ek nayi disha mey dhoondne apni manzil kahi Karte hai ab rab se dua yahi ki…saath apna nay eh choote kabhi Khare utare uski iss aazmaaish mey…kehne ka mauka de usse ki Uska saathi hai basa uski nazro mey kahi Jo dhundo kabhi dil se woh milegi wahi Hoga tabhi yeh intezaar khatam…jab saath honge humdum Na hogi tab koi pariksha na koi aazmaaish Kuch hoga toh bus beintehaa pyaar aur atut vishwas…